trusted online casino malaysia

Best Collection of Ashura Quotes Messages 2023 For Muslims

In this blog post, you will get the best collection of Ashura Quotes Messages 2023 for Muslims. Ashura day falls in the holy month of Muharram. Have a look at these YoumeAshura Quotes Messages 2023. Share these Ashura Quotes Messages 2023 with your family and friends during this Muharram 2023.

Happy New Islamic Year

Best Collection of Ashura Quotes Messages 2023 For Muslims:

“Ashura is the day when Allah saved Musa (Peace Be Upon Him) from pharaoh and indeed it is a big day and we should fast on the day of Ashura.”

“May Allah accept our fast on the day of Ashura and forgive the sins for the year that went before.”

“The day of Ashura is the day of remembering victory of truth over falsehood, fasting, repentance and doing good deeds.”
Ashura Quotes 2018 In English

“Fasting on the day of Ashura (the tenth day) is highly recommended. It would be more better if you fast a day before it and after it as well along with Ashura.”

“May Allah accept the deeds of those fasting on the blessed day of Ashura and may Allah give another chance to those who couldn’t.” – Sheekh Shibli

Janat Ki Aarzu m Kahan Ja
Rahe hn Log Janat Tou Karbala
m Khareedi HUSSAIN Ny Dunya-
o-Aakhrat m Jo Rehna Ho
Chn se Jeena ALI se Se1ho
Marna HUSSAIN se

“It is sunnah to fast on the day of Ashura so donot forget to fast on the day of Ashura.”

“The Messenger of Allah (pbuh) said: ‘The best of fasting after Ramadhan is fasting Allah’s month of Muharram.”

“Ashura is the day in which truth prevailed over falsehood. Prophet Musa, (Peace Be Upon Him) crossed the sea while Pharaoh drowned. The truth will always prevail.”

“During `Ashura’, we remember the heroism of Prophet Musa(Peace be upon him) and the destruction of the tyrant Pharaoh. This day also reminds us of the sacrifice of the grandson of the Messenger of Allah (Peace be upon him) Al Husayn ibn Ali, for his stance against injustice and deviance.” – Shaykh Hassan al-Kettani

Sar Gair K Aage Na Jukane Wala
Or Nezey Pey b Quraan Sunaney Wala
Islam Se Kya Poochte Ho Kon Hussain
Islam Ko Islam Banane Wala.

Kat Kay b Sab Se Jo Ooncha h Wo Sar Kis Ka h
Lut K Abaad h Ab Tak Wo Jo Ghar Kis Ka h
Takht Walon Ne Muar?rikh b Khareede Honge
Zikr Dunia Main Magar Shaam-O-Seher Kis Ka h

Karbala Walon Ka Gham Karbala walon ka gham ghar ghar mein manaya jayega Maqsad-E-Shabeer aalam ko bataya jayega Yaad kar ke jo na roya Karbala walon ki pyaas Qabar se tishna wo mehshar main uthaya jayega

Sajde se Karbala Ko Bandagi Mil Gayi Sabar Se Ummat Ko Zindagi Mil Gayi Ek Chamman Fatima (S.A) Ka Ujra Magar Sare Islam Ko Zindagi Mil Gayi

Quran Sunaney Wala Sar gair ke aage na jukane wala Aur nezey pe bhiQuran sunaney wala Islam se kya poochte ho kaun Husain haiIslam ko Islam banane wala

Khoon se Chirag-e-deen jalaya Hussain ne, Rasm-e-Wafa ko khoob nibhaya Hussain ne.. Khud ko to ek boond bhi pani na mil saka, Karb-o-Bala ko khoon pilaya Hussain ne.. Aesi namaz kaun parhega jahan mein? Sajda kiya to sar na uthaya Hussain ne.! Sab kuch Khuda ki raah mein Qurban kar diya, Asghar sa phool bhi na bachaya Hussain ne..

Hathyaron sy jang to jeti ja
skti hy mgr dil nahi,dil to
kirdar sy jetay jaty hain.
Imam Hussain (R.A)

Paidaa Nah Hogaa Talibe Baiyat Bhi Abb Koiyee
Woh Kaam Kar Gaiyee Hai Shahadaat Hussain Ki
Aawaaz Daay Rahi Hai Ye Tareekhe Karbaalaa
Hai Zalimo Ki Mout Shahadaat Hussain Ki

Ashura Quotes Messages

Akbar sa beta diya Ghazi sa bhaayi, luti gayi hai ran mai jiski kamaayi
Ab bhi gawa hai uski shaam-e-gharibaan
Apne lahu say shamma deen ki jalaayi.

Rab ki raza say jisnay gaardan katayi, deen-e-Nabi ki jisnay laaj bachayi
Haar ghaar mai jiska farshe matam bicha hai
Roti hai jiskay ghum mai sari khudaai.

Anjam-E-Wafa Kya Hay Yeah Socha Nahi Kartay
Muslim Kabhi Halaat Se Soda Nahi Karty
Ye Rasm Sikhai Hy Hussain Ibn-Ali Nay
Sisajdy Mein Hou Toh Teeron Ki Parwah Nahi Karty.

Karabala Koh Karabla Kay Shanshah Par Naz Hai
Uss Nawase Pay Mohammad Mustafa(S.A.W) Koh Naz Hai
Youn Toh Lakhon Nay Sajday Kiya Par
Hussain Nay Woh Sajda Kiya Jis Pay Khuda Koh Naz Hai.

Doosron K Mahel Mai Ghulami Krny Se Behter Ha,!
K Insan Apni Jhonpri Mai Hakoomat Kary,
(Hazrat Ali (A.S)

JANNAT K Muntazir Na Raho
Balke Aisay Ban Jao K Jannat Tumhari Muntazir Rahe
(Hazrat Imam Hussain.(A.S)

Wafa ko naaz hai jis par usay Abbas (AS) kehte hein
Lagay jo Saani-e-Haider (AS) usay Abbas (AS) kehte hein
Alam patthar pe jo gaaray usay kehte hein sab Haider (AS)
Alam gaaray jo pani par usay Abbas (AS) kehte hein

Kat rahi hy zindahi aulaad e ali k saye me Moot khud mamoor hy meri hifazaat k liye Har ghari rehta hun main nad e ali k saye me.

“Zom-E-Kasrat Tha Jinhain Sab Wo Hijazi Nikle-Wo 72 They Jo Kirdar K Ghazi Nikle-Is Haqiqat Ko Bhala Kon-Chupa Sakta Hy-Jitne Shabbir Ke Qatil Thy Namazi Nikle”

“Nijat Ki Jab Appeal Karna, Hussain * Apna Wakeel Karna, Agar Sar Kay Badle * Hussain * Mile, To Zindagi Na Taveel Karna. Happy Muharram”

“Apni Taqdeaer Jagatey Hain Tere Matam Se, Khoon Ki Raah Bechatey Hain Tere Matam Se, Apne Izhar-E-Aqeedat Ka Saliqa Ye Hai, Hum Naya Saal Manatey Hen Zikar-e-Hussain Se”

“Kiya Jalwaa Karbala Me Dikhaya Hussain Ne, Sajde Main Ja Ke Sarr Katayaa Hussain Ne!”

Muharram Ashura Quotes

Shah Ast Hussain, Badshah Ast Hussain,
Deen Ast Hussain, Deen Panah Ast Hussain,
Sar Dad, Na Dad Dast, Dar Dast-E-Yazeed,
Haqaa Key Binaey La Ila Ast Hussain

Awaz de Rahee Ha Ye Karbla Ki Zameen…
Bus Kuch Din Reh Gae Ha Shikast e Yazeed Ko…

Karbla Ko Karbla Ke Sanshah Par Naz Hai
Us Nawase Par Muhammad Mustaf S.A.W Ko Naaz Hai
Yun Tu Lakoun Sajde Ke Mukhluk Ne Magar
Husssain A.S Ne Wo Sajda Kiya Jis Par Khuda Ko Naaz Hai…!!!

Youm-e-Ashura Muharram Quotes

May all the praises and thanks be to Allah. To whom belongs all that is in heaven & in the earth. Have a blessed Muharram!

Let us believe in the messenger of Allah and follow the light which has been sent down with him. Happy Muharram

Yun hi nahi jahan main Charcha HUSSAIN ka Kuch dekh ke hua tha Zamana HUSSAIN ka Sar de ke do jahan ki Hukumat khareed li Mehenga pada Yazeed ko Sauda HUSSAIN ka…

Kat rahi hy zindahi aulaad e ali k saye me Moot khud mamoor hy meri hifazaat k liye Har ghari rehta hun main nad e ali k saye me.

“You saved Islam by giving your life; the courage and patience you had in your life; to sacrifice yourself was easy in life.

“All People Are Great Person. We Only Have To Look On Their Behavior Not On This That Who Are They Or From Where They Belong, So, This Muharram Remove Barriers & Celebrate Happy Muharram Together.“

“May Allah bless you on Muharram – the first month of the Islamic calendar and one of the four sacred months of the year!“

“Celebrating Muharram means peace it is a festival which teaches us, how to make a complete country without using any army, riffles pistol etc.“

Qatl-E Hussain Asl Men Marg-E Yazid Hai Islam Zinda Hota Hai Har Karbala Ke Bad..
Muharram Ashura Quotes Messages 2018

Khoon Se Charag Deen Ka Jalaya Hussain Ne
Rasim Wafa Ko Khub Nibha Hussain Ne
Khud Ko Tu Ek Bond Bhi Pani Na Mill Saka
Karbala Ko Khoon Pilaya Hussain Ne
Aise Namaz Kon Parhye Ga Jahan Main
Sajda Kiya Tu Sar Na Uthaya Hussain Ne…!!!

You May Also Like:

 

You May Also Like

About the Author: Jennifer Mary

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *