trusted online casino malaysia

Muharram Poetry Messages In Urdu and English 2023 For Muslims

In this blog post, you will be able to get Muharram Poetry Messages In Urdu 2023 and Muharram Poetry Messages In English 2023 for Muslims of the world. Share these Muharram Poetry Messages 2023 with your family and friends during the Holy month of Muharram 2023. Also, share 9th 10th Muharram Ashura Day 2023 Poetry Urdu English Messages with your loved ones.

Muharram Poetry Messages in Urdu and English 2023:

“May Peace And Blessings Of Almighty God Be With You This Year And Always. Happy Muharram..!!”

“The Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) said: ‘The best of fasting after Ramadhan is fasting Allah’s month of Muharram.” (Sahih Muslim)

Shah ast hussain…
Badshah ast hussain…
Deen ast hussain….
Deen panah ast hussain…
Sar daad, na daad dar daste yazeed..
Haqa k bina-e-la illah ast HUSSAIN..

“Nijat Ki Jab Appeal Karna, Hussain * Apna Wakeel Karna, Agar Sar Kay Badle * Hussain * Mile, To Zindagi Na Taveel Karna. Happy Muharram”

Muharram Quotes In Urdu
Muharram Poetry Messages In Urdu 2023

“Sajde Se Karbala Ko Bandagi Mil Gayi-Sabar Se Ummat Ko Zindagi Mil Gayi-Ek Chamman Fatima (S.A) Ka Ujra-Magar Sare Islam Ko Zindagi Mil Gai”
Muharram Poetry Messages In Urdu 2023

Ajab Shan Hy Hussain Tmhare Lashkar Ki
Kahan Se Dhoondh K Lain Misaal ASGHAR Ki
Sitara Ab B Fajar Ka Udaas Hota Hy
Sunai Deti Hy Ab Bhi Azaan Akber Ki….

Muharram Poetry Messages In Urdu

Muharram Urdu Poetry Images 2023

Lafzon Mai Kiya Likhun
“SHAHADAT-e-HUSSAIN”
Mohsin…
Qalam Bhi Mera Ro Daita Hay “KARBALA” Ka Manzer Soch Kar.

Anjam-e-wafa kya hy Ye s0cha nai krty
Muslim kabi Halaat sy soda nai krty
Ye Rasm sikhai hy HUSSAIN IBN-ALI ny
Sir Sajdy men ho to teeron ki Parwah nahi karty.

Muharram Poetry Messages In Urdu 2023

Imam Hussain’s sacrifice is for all groups and communities, an example of the path of righteousness.

“Sar Gair K Aage Na Jukane Wala-Aur Nezey Pey Bhi Quraan Sunaney Wala-Islam Se Kya Poochte Ho Kon Hussain-Islam Ko Islam Banane Wala”

“It is Hussain’s sacrifice that has kept Islam alive or else in this world there would be no one left to take Islam’s name.”

Jannat Ki Aarzu Mein
Kahan Ja Rahe Hain Log
Jannat To Karbala Mein
Khareedi HUSSAIN Nai
Dunya-o-Aakhrat Mein
Jo Rehna Ho Chain Sy
Jeena ALI Se Seekho
Marna HUSSAIN Sy

Bayt Ya Sir Yehi Tha Taqaza Yazeed Ka,
Mayus To Hussain ne Usko Bhi na Kya,
Bayt Na Ki Hussain Ne, Sir De Dya Usai,
Is Sar Se To Yazeed Bhi Khali Nahi Gaya

Hussaniyat k Alam jab b buland hote hen,,
To phir jahan main ruswa yazeed hoty hen,,
Azeem bap ki beti bta gai Mohsin,,
HUSSAIN wale hamesha shaheed hote hain.

Zom-E-Kasrat Tha Jinhain Sb Wo Hijazi Nikley
Wo 72 thay Jo Kirdar K Ghaazi Nikley,
Is Haqiqat Ko Bhala Kon Chupa Sakta Hay
Jitne Shabbir Kay Qaatil Thy Sb Namazi Nikley…!!!

Ashura Images With-Quotes

Har Ankh Num Hoti Hai Muharram Me
Aansu Shia Ya Sunni Nahi Hote…

Har waqt rulane aati he yad e hussain mujhe
Mein wo nahi jo muharram ka intizar kre.

Muharram Urdu Poetry

Muharram Images With Poetry In Urdu

Muharram Poetry Images

Muharram Poetry Images 2023

Muharram Poetry In Urdu Images

Muharram Poetry In Urdu Images 2023

Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya
Karbala Ko Jis Key Sajdey Ney Mu-Allah Ker Diya
Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya
Hasher Tak Koi Yazeede Sar Utha Sakta Naheen
Jis Ka Mutlab Zindagee Bher Deen Chuka Saktna Naheen
Fatima Key Lal Ney Aehsaan Aesa Ker Diya
Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya
Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya
Karbala Ko Jis Key Sajdey Ney Mu-Allah Ker Diya

“Taa Hashar Ye Khiyal Meray Dil Ka Chain Hai Mohsin Meri Nijaat Ka Zamin Hussain Hai — Happy Muharram”

“Sun Le Ye Ghaur Se Waiiz Tu Kia, Tere Baap Ko Bhi Jaiye Wiladat E Ali Par Apne Sir Ko Jukana Parega Happy Muharram”

“May All The Praises And Thanks Be To Allah.To Whom Belongs All That Is In Heavens & In The Earth. Have A Blessed Muharram!”

Momin ki har sada ko taira intezar hay
eman ki baqa ko taira intezar hy
phr sajda e hussain ki hayat hay deen ko
aa ja ka la ilha ko taira intezar hy
parda hata k daikh mairey daur k hussain
haan aab bhi karbala ko taira intezar hy
Baichain zulfiqar hy beetab murtajis
Abbas e bawafa ko taira intezar hy
Tu hi suna sakay ga sahi maqtal e hussain
Har majlis e azza ko taira intezar hy

“Today’S Sunset Was The Last Sunset Of This Islamic Year & I Pray That All Your Worries Set Down With This Sunset & New Beam Of New Year Spread Happiness In Your Life. (Ameen)… “Happy New Islamic Year””

“All People Are Great Person. We Only Have To Look On Their Behavior Not On This That Who Are They Or From Where They Belong, So, This Muharram Remove Barriers & Celebrate Happy Muharram Together.”

Let Us Believe In The Messenger Of Allah And Follow The Light Which Has Been Sent Down With Him.
Happy Muharram

“May Peace And Blessings Of Almighty God Be With You This Year And Always. Happy Muharram..!!”

Momin ki har sada ko taira intezar hay
eman ki baqa ko taira intezar hy
phr sajda e hussain ki hayat hay deen ko
aa ja ka la ilha ko taira intezar hy
parda hata k daikh mairey daur k hussain
haan aab bhi karbala ko taira intezar hy
Baichain zulfiqar hy beetab murtajis
Abbas e bawafa ko taira intezar hy
Tu hi suna sakay ga sahi maqtal e hussain
Har majlis e azza ko taira intezar hy

Ajab Shan Hy Hussain Tmhare Lashkar Ki
Kahan Se Dhoondh K Lain Misaal ASGHAR Ki
Sitara Ab B Fajar Ka Udaas Hota Hy
Sunai Deti Hy Ab Bhi Azaan Akber Ki….

Lafzon Mai Kiya Likhun
“SHAHADAT-e-HUSSAIN”
Mohsin…
Qalam Bhi Mera Ro Daita Hay “KARBALA” Ka Manzer Soch Kar.

“The year is twelve months of which four are sacred, the three consecutive months of Dhul-Qa’dah, Dhul-Hijjah and Muharram, and Rajab Mudar which comes between Jumadah and Sha’ban.” (Sahih Al Bukhari)

Leta Tamaam Kaam Woh Apne Wali Se Hy
Nisbat Har Aik Imam Ki Noor-e-Jali Se Hay
Kul Akhtiyaar De Diya HASSAN-o-HUSSAIN Ko
Daita Khuda Zaroor Hay Par Milta ALI Say Ha

Samundar dekhta hu to aata ha ye khyal
Pani Bahtak raha hai talash-e-Hussain mai

Wo 72 they jo kirdar k ghazi nikle
Zom e kasrat tha jinhain sab wo hijazi nikle
Wo 72 they jo kirdar k ghazi nikle
Is haqiqat ko bhala kon chupa sakta hy
Jitne Shabbir k qatil thy namazi nikle

Sajday Sai Karbala Ko Bandagi Mil Gai,
Sabar Sai Ummat Ko Zindagi Mil Gai,
Ek Chaman FATIMA(S.A) Ka Ujra,
Magr Sarai Islam Ko Zindagi Mil Gai

Phir aaj haq ke liay Jaan fida kere koi,
Wafa bhi Jhoom uthe yun wafa kere koi,
Namaz 1400 saalon se intezar mein hai,
HUSSAIN ki tarah mujh ko ada kere koi

 

You May Also Like

About the Author: Jennifer Mary

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *